Tuesday, June 24, 2008

kaun disha me leke chala re batohia

Movie: Nadiya ke Par
Song Title: Kaun disha me leke chal re batohia
Singer: Jaspal Singh and Hemlata

Hindi Lyrics:

kaun disha me leke chala re batohia
kaun disha me leke chala re batohia
jara tahar tahar ye suhani si dagar
jara dekhan de....
dekhan de...

man bharmaye naina bandhe re dagariya
man bharmaye naina bandhe re dagariya
kahin gaye jo thar din jayega gujar
gadi hankn de.... hankan de ...
kaun disha me..

pahali bar ham nikle hain ghar se
kisi anjane ke sang ho
anjanon se pahchan badhegi to mahak uthega tora anga ho
mahak se tu kahin bahak na jana-2
na karana mohe tang ho...
tang karne ka tose nata hai gujariya
tang karne ka tose nata hai gujariya kahin gaye jo thar ॥

ye gunja us din tore shakhiyan
kya kahati thi bat ho.....
kahti thi tore sath chalan ko
aa gay ham tore sath ho..
sath adhura tab tak jab tak
sath adhura tab tak jab tak
pure na ho phera saat ho...
abhi to hamri hai bali re umariya
abhi to hamri hai bali re umariya
jara tahar tahar ye suhani si dagar
jara dekhan de....
dekhan de...

kaun disha men...

kitni dur abhi kitni dur hai
ye chandn tora gaon ho..
kitna pyara lagne lage ham
koi bulaye leke nam ho..
nam na le to kya kah ke bulayen
nam na le to kya kah ke bulayen
kaise chalyen kam ho...
sathi mitwa ya anari kaho goriya
sathi mitwa ya anari kaho goriya
kahin gaye jo thar din jayega gujar
gadi hankn de.... hankan de ...
kaun disha me..

kaun disha me leke chala re batohia...

watch this song here

0 comments: