Friday, June 27, 2008

papa kahte hain bada nam karega

Film-Qayamat Se Qayamat Tak
Year or release -1988
Singer-Udit Narayan

doston aaj college ka akhari din hai
aur aane wale jindgi ke liye sabhi ne kuchh na kuchh soch rakha
lekin maine apne liya kuchh nahin socha hai
oh really I mean it.
aur aaj mujhe bar bar ik hi khyal aa raha hai


papa kahte hain bada nam karega
beta hamara aisa kam karega
magar ye to koi na jane
ye meri manjil hai kahana
papa kahte hain.

baithe hain milke sab yar apne
sabke dilon me arma ye hai-2

wo jindgi me kal kya banega
har ik najar ka sapna ye hai..
koi injineer ka kam karega
business me koi apna nam karega
magar ye to koi na jane
ye meri manjil hai khana
papa kahte hain....

mera jo sapna hia ik chehara
dekhe jo usko jhume bahar-2

galon me khilti kaliyon ka moausm
aankho me jadoo othon me payar..
banda ye khubsurta kam karega
dil ki duniya men apna nam karega
meri najr se dekho to yaron
ye meri manjeel hai khana

papa kahte hain bada nam karega
beta hamara aisa kam karega
magar ye to koi na jane
ye meri manjil hai kahana
papa kahte hain.

watch this song here

0 comments: